最新搜索

Tanhayee - Sonu Nigam.lrc

LRC歌词 下载
[00:00.000] 作词 : Javed Akhtar
[00:01.000] 作曲 : Javed Akhtar
[00:31.858]Tanhaai, tanhaai
[00:51.410]Dil ke raaste mein kaisi thokar maine khaayi
[00:56.423]Toote khwaab saare, ek maayusi hai chhaayi
[01:01.186]Har khushi so gayi, zindagi kho gayi
[01:11.714]Tumko jo pyaar kiya maine to sazaa main paayi
[01:16.226]Tanhaai, tanhaai, milo hai phaili hui tanhaai
[01:26.252]Tanhaai, tanhaai, milo hai phaili hui tanhaai
[02:15.635]Khwaab mein dekha tha ek aanchal
[02:18.392]Maine apne haathon mein
[02:25.662]Ab toote sapnon ke shishe
[02:28.168]Chubte hai in aankhon mein
[02:35.437]Khwaab mein dekha tha ek aanchal
[02:37.945]Maine apne haathon mein
[02:40.451]Ab toote sapnon ke shishe
[02:42.707]Chubte hai in aankhon mein
[02:45.218]Kal koi tha yahin, ab koi bhi nahin
[02:55.742]Banke naagin jaise hai saanson mein laheraayi
[03:00.254]Tanhaai, tanhaai, palkon pe kitne aansu hai laayi
[03:10.030]Tanhaai, tanhaai, palkon pe kitne aansu hai laayi
[03:59.663]Kyoon aisi umeed ki maine
[04:01.668]Jo aise naakaam hui
[04:09.439]Door banaayi thi manzil
[04:11.444]To raste mein hi shaam hui
[04:19.465]Kyoon aisi umeed ki maine
[04:21.722]Jo aise naakaam hui
[04:24.228]Door banaayi thi manzil
[04:26.985]To raste mein hi shaam hui
[04:28.991]Ab kahan jaaoon main, kisko samjhaaoon main
[04:39.268]Kya maine chaaha tha aur kyoon kismat mein aayi
[04:44.048]Tanhaai, tanhaai, jaise andhero ki ho gehraayi
[05:03.850]Dil ke raaste mein kaisi thokar maine khaayi
[05:08.864]Toote khwaab saare, ek maayusi hai chhaayi
[05:13.376]Har khushi so gayi, zindagi kho gayi
[05:23.906]Tumko jo pyaar kiya maine to sazaa main paayi
[05:28.667]Tanhaai, tanhaai, milo hai phaili hui tanhaai
[05:38.443]Tanhaai, tanhaai, milo hai phaili hui tanhaai
[05:48.470]Tanhaai, tanhaai, tanhaai, tanhaai
文本歌词
作词 : Javed Akhtar
作曲 : Javed Akhtar
Tanhaai, tanhaai
Dil ke raaste mein kaisi thokar maine khaayi
Toote khwaab saare, ek maayusi hai chhaayi
Har khushi so gayi, zindagi kho gayi
Tumko jo pyaar kiya maine to sazaa main paayi
Tanhaai, tanhaai, milo hai phaili hui tanhaai
Tanhaai, tanhaai, milo hai phaili hui tanhaai
Khwaab mein dekha tha ek aanchal
Maine apne haathon mein
Ab toote sapnon ke shishe
Chubte hai in aankhon mein
Khwaab mein dekha tha ek aanchal
Maine apne haathon mein
Ab toote sapnon ke shishe
Chubte hai in aankhon mein
Kal koi tha yahin, ab koi bhi nahin
Banke naagin jaise hai saanson mein laheraayi
Tanhaai, tanhaai, palkon pe kitne aansu hai laayi
Tanhaai, tanhaai, palkon pe kitne aansu hai laayi
Kyoon aisi umeed ki maine
Jo aise naakaam hui
Door banaayi thi manzil
To raste mein hi shaam hui
Kyoon aisi umeed ki maine
Jo aise naakaam hui
Door banaayi thi manzil
To raste mein hi shaam hui
Ab kahan jaaoon main, kisko samjhaaoon main
Kya maine chaaha tha aur kyoon kismat mein aayi
Tanhaai, tanhaai, jaise andhero ki ho gehraayi
Dil ke raaste mein kaisi thokar maine khaayi
Toote khwaab saare, ek maayusi hai chhaayi
Har khushi so gayi, zindagi kho gayi
Tumko jo pyaar kiya maine to sazaa main paayi
Tanhaai, tanhaai, milo hai phaili hui tanhaai
Tanhaai, tanhaai, milo hai phaili hui tanhaai
Tanhaai, tanhaai, tanhaai, tanhaai